दौलत से भले ही गरीब रहो
पर दिल से
रहना धनवान
झोपड़ियोँ के बाहर अक्सर लिखा होता है
“सुस्वागतम”
और महल वाले लिखते हैँ
“कुत्तोँ से सावधान “



Har Baat Kehkar Samjhai Nhi Jaati,
Har Cheej Zindagi Me Payi Nhi Jaati,
Yu To Har Waqt Yaad Karte Hai Aapko,
Par Afsos Yadein Kisi Ko Dikhayi Nhi Jaati.

Zindgi kisi ki amaanat nhi hoti
Amaanat mein kabhi kyaamat nhi hoti
Humse dosti zra sambhal k karna
Kyonki
Humari dosti ki keid mein kabhi jamaanat nhi hoti

‘AJNABI’ Risto ka ‘NAAM’ hai ‘DOSTI’.
Har gam ki dawa hai ‘DOSTI’.
‘DOST’ Bichhad jaye to rota hai’DIL’.
Magar’DOSTI’ Toot jaye to roti hai ‘ZINDGI’.


कोई जब राह न पाए, मेरे संग आए
के पग-पग दीप जलाए
मेरी दोस्ती मेरा प्यार
जीवन का यही है दस्तूर
प्यार बिना अकेला मजबूर
दोस्ती को माने तो सब दुख दूर
कोई काहे ठोकर खाए
मेरे संग आए…
दोनो के हैं, रूप हज़ार
पर मेरी सुने जो संसार
दोस्ती है भाई, तो बहना है प्यार
कोई मत चैन चुराए
मेरे संग आए…
प्यार का है, प्यार ही नाम
कहीं मीरा, कहीं घनश्याम
दोस्ती का यारो नहीं कोई दाम
कोइ कहीं दूर ना जाए
मेरे संग आए…

Mana ki kuch dilo mein nafrat hoti hai,
Par har dil mein koi hasrat hoti hai
Insan uske aage kyun majbur hota hai
Jisse use Bepanah mohabbat hoti hai..


Dur Na Jaya Karo Dil Tadap Jata Hai
Aapke He Khayal Me Din Guzar Jata Hai
Aaaj Pucha Hai Dil Nee ek Sawal Unsee
Kyaa Durr Rehkr Unko bhi Hmara Khyal Aata Hai…


Kisi ke dil mein basna bura to nahi,
Kisi ko dil mein basana khata to nahi
Hain ye zamane ki nazar me bura to kiay hua
Zamane wale bhi insan hai khuda to nahi..

मोहब्बत का मेरे सफर आख़िरी है,
ये कागज, कलम ये गजल आख़िरी है
मैं फिर ना मिलूंग! कहीं ढूंढ लेना
तेरे दर्द का ये असर आख़िरी है…!!

~Meiin Umar Bhar Na De Saki Koi Jawaab ..
Wo Ek Pal Me Kiitne Sawaal Kar Geya .. ^


~Mere Baad Kis Ko SataoGey ..
Mujhe Kis Taaraha’n Dil Sey MitaoGey .. ^


~Shayad Wafa Ke Khel Se Ukta Geya Tha Woh ..
Manzil Ke Paas Aake Jo Rasta Badal Geya .. ^

~Guzar Gya Woh Waqt Jab Tere Talabgaar The Hum ..
Ab Zindagii Bhi Ban Jao Toh Qabool Na Karengey .. ^


Meri Masum Se Kehna me bhut khush hu.
Bas..
Uski Yaad Satati hai..

Uski Judai Ka ghum Nahi Hai Mujhe .
Bas.
Palke bheeg Jati Hai..

~Kab Laut Ke Aao Gy Bata Q Nhi Dete ?
Deewar Bahano Ki Gira Q Nhi Dete ?
Tum Paas Ho Mere Tow Pata Q Nhi Chalta ?
Tum Door Ho Mujh Se Tow Sada Q Nhi Dete ?
Ek Tere Siwa Aur Kisi Ko Bhi Na Chaha ..
Ye Baat Zamane Ko Bata Q Nhi Dete ?
Raaton Ko Jaagny Ki Saza Dete Ho Aksar ..
Tum Hum Ko Wafaon Ka Sila Q Nhi Dete ?

Utha hua har hath dua ke liye nahi hota,
Jhuka hua har parda hawa ke liye nahi hota,
Apni galtiyon se bhi chirag bhuj jate hai aksar,
Kasoor hawa ka har baar nahi hota…