“Saans lene se bhi teri yaad aati hai,
Har saans mein teri khushboo bas jati hai,
Kese kahoon ki saans se main zinda hoon,
Jab ki saans se pehle teri yad ati hai



गुजर रही है ये जिंदगी बड़े ही नाज़ुक दौर से ……!!!

मिलती नहीं तसल्ली तेरे सिवा किसी और से…..!!!

Teri aankh mein jo nami si chayi hai,
Wo mere door hone ki eklauti gawahi hai,
yaad itna na kiya karo hume,
hichki le le kar meri jaan pe ban jati hai.

Boht Arsa Hua Ek Din Bataya Tha Mujhey Uss Ney Bnana Kuch Nahii Aata,
Agar Meiin Kuch Bnata Hoon Toh Bas Chae Banata Hoon Piyogi Na ?
Aur Meiin Is Baat Par Muskurati Hi Rahi K Bnana Kuch Nahi Aata,
Bnatey Ho Toh Bas Chae?
Mujhey Chae Sey Uljhan Haii Nahi Peeti Nahi Peeti,
Aur Ab Is Baat Ko Guzrey Zamaney Hogey Kitne,
Nahi Maloom Kaisa Haii Woh Kahan Haii,
Magar Ab Chae Peeti Hoon Bari Kasrat Sey Peeti Hoon,
Bari Hasrat Sey Peeti Hoon,
Taj Mahal Ho Ya Lipton Lajawab Boht Peeti Hoon
Boht Peeti Hoon Boht Peeti Hoon ..


ये अजीब खेल चल रहा है मेरी ज़िन्दगी में
जहाँ ” याद ” का लफ्ज़ आ जाए ,
वहां तुम याद आ जाते हो।

कैसे करूँ मैं साबित…कि तुम याद बहुत आते हो…
एहसास तुम समझते नही…और अदाएं हमे आती नहीं…


Wafa ka naam na lo yaro,
Wafa dil ko dukahati hai,
Jab bhi Wafa ka naam lete hai,
Hume ek bewafa ki yaad Aati hai.


नाम तेरा ऐसे लिख चुके है अपने वजूद पर..
कि तेरे नाम का भी कोई मिल जाए….
तो भी दिल धड़क जाता है….

कैसे करूँ मैं साबित…कि तुम याद बहुत आते हो…
एहसास तुम समझते नही…और अदाएं हमे आती नहीं…

~Ek Wo Jo Nazar Andaaz Karte Hain Mujh Ko,
Ek Hum Hain Ke Dil’O-Jaan Se Deewane Un Ke ..’


~Hum Chah Kar Bhii Pooch Hii Naii Pate Unka Haal,
Darte Haiin Kahiin Yeh Na Kehdy Woh ,
Tumhey Yeh Haq Kisne Diiya .. ?


~Apni Narazgii Ki Koii Wajah Toh Batayii Hotii,
Hum Duniiya Chor Detey Tujhe Manany Ke Liiye .. ‘

Cho0r Diya Hai Sabk0 Bina Waja Tang Karna
Ae D0st
Jab K0i Apna Samjta Hi Nahi T0 Yaad DiLa
Kar Kia Karna.


Ye arzoo nahi ki kisi ko bhulayein hum.
Na tammana hai kisi ko rulayein hum.
Par dua hai us rab se ek hi,
Jisko jitana yaad karte hain usko utna yaad aayein hum.

~Sard Mausam Meiin Bohat Yaad Aatey Haii,
Dhund Meiin Lipte Huye Waade Unke .. ‘

~Kheench Letii Haii Mujhe Unkii Mohabbat Har Bar,
Warna Bohat Baar Mile The Unse Akhir Bar .. ‘