~Tum Haqeeqat’E-Ishq Ho Yaah Faraib Merii Aankhon Ka,

Na Dil Se Niikaltey Ho Na Zindagi Meiin Aatey Ho .. ‘



ये अजीब खेल चल रहा है मेरी ज़िन्दगी में
जहाँ ” याद ” का लफ्ज़ आ जाए ,
वहां तुम याद आ जाते हो।

“Saans lene se bhi teri yaad aati hai,
Har saans mein teri khushboo bas jati hai,
Kese kahoon ki saans se main zinda hoon,
Jab ki saans se pehle teri yad ati hai

मुझे इतना याद आकर बेचैन ना करो तुम,
एक यही सितम काफी है कि साथ नहीं हो तुम…


सारी गलतियाँ मेरी, सारे कसूर मेरे …!!
सारी कमियां मुझमें,
सारे दोष भी मेरे,
तुम तो अच्छे हो ना ,
याद ही कर लिया करो …!!

Pyaar Karke Jatayein Ye Jaruri To Nahi,
Yaad Karke Koi Bataye Ye Jaruri To Nahi,
Rone Wala To Dil Me Hi Ro Leta Hai,
Aankh Me Aansoon Aayein Ye Jaruri To Nahi..


~Aaj Ki Shaam Bhii Qayamat Kii Tarha Guzrii,
Na’Jane Kya Baat Thii Har Baat Pe Tum Yaad Ay .. ‘


Ye arzoo nahi ki kisi ko bhulayein hum.
Na tammana hai kisi ko rulayein hum.
Par dua hai us rab se ek hi,
Jisko jitana yaad karte hain usko utna yaad aayein hum.

~Meri Ek Khata Pe Woh Mera Pyaar Hi Bhool Gaya,
Us Ne Ye Bhi Yaad Na Rakha K Aesi Hazaron Khatain Woh Roz Kia Karta Tha .. ‘

याद आती है अब भी उनकी हमें हद से ज्यादा..
मगर वो याद ही नही करते तो हम क्या करें


-Naya Dard Ek Dil Main Jaga’Kar Chala Geya
Kal Phiir Woh Mere Shehar Main Aa Kar Chala Geya
Jiise Dhoondtii Rahi Main Logon Kii Bheer Main
Mujhse Wo Apna Ap Chupakar Chala Geya
Main Us Kii Khamoshi Ka Sabab Poochtii Rahi
Woh Qisse Idher Udher Kay Sunakar Chala Geya
Yeh Sochtii Hoon Kaise Bhulaon’Gi Ab Usey
Ek Shakhs Woh Jo Mujh’Ko Bhulakar Chala Geya .. ‘


Dukh toh tab hota hai jab yaad aata hai,
k jinse zindgi k saare secret share kr liye the..
unse ab baat b nhi hoti.

Cho0r Diya Hai Sabk0 Bina Waja Tang Karna
Ae D0st
Jab K0i Apna Samjta Hi Nahi T0 Yaad DiLa
Kar Kia Karna.


~Terey Baad Nazar Aati Nahi Mujhe Ab Koi Manzil,
Kisi Aur Ka Ho Jana Ab Merey Bas Mein Hi Nahi .. ‘

~Terii Be’Rukhi Ka Anjaam Ek Din Yehii Hoga,
Aakhiir Bhula Hii Denge Tujhe Yaad Karte Kartey .. ‘

~Uss Mor Se Shuru Karain Aa
Phir Se Zindagi,
Jab Har Sham Haseen Thi Or Hum-Tum The Ajnabii .. ‘