ये अजीब खेल चल रहा है मेरी ज़िन्दगी में
जहाँ ” याद ” का लफ्ज़ आ जाए ,
वहां तुम याद आ जाते हो।



Kitne chehre hain is duniya me,
Magar humko ek chehra hi nazar aata hai,
Duniya ko hum kya dekhe,
Uski yadon me saara waqt guazar jaata hai…

“एक सिलसिले की उमीद थी जिनसे,
वही फ़ासले बनाते गये,
हम तो पास आने की कोशिश मे थे,
जाने क्यूँ वो दूरियाँ बढ़ाते गये.”

~Yaad Toh Barii Aati Haii
Par Phir Puraanii Conversations
Parh Kay Tumharii Aukaat
Phir Sey Dekh Letay Haiin .. ‘


मत पूछो कैसे गुजरता है हर पल तुम्हारे बिना,
कभी बात करने की हसरत कभी देखने की तमन्ना !!

~Hum Se Itna Nahi Ho Saka K Tujhe Bhula Dey,
Ek Tum Ho Jo Kabhi Bhoole Se Bhi Mujhe Yaad Nahi Karte .. ‘


~Hum Chah Kar Bhii Pooch Hii Naii Pate Unka Haal,
Darte Haiin Kahiin Yeh Na Kehdy Woh ,
Tumhey Yeh Haq Kisne Diiya .. ?


-Terii Qurbat Nahii Haasil Toh Na Sahii,
Tera Khyaal Har Waqt Mere Saath Rehta Haii .. ‘

याद उन्ही की आती है,
जिनसे दिल के तालुक हो……
हर किसी से मोहब्बत हो
ऐसा तो मुमकिन नहीं….!!

~Tum Haqeeqat’E-Ishq Ho Yaah Faraib Merii Aankhon Ka,

Na Dil Se Niikaltey Ho Na Zindagi Meiin Aatey Ho .. ‘


-Ajnabii Sheher Ke Ajnabii Raaste Merii,
Tanhaye Par Muskurate Rahe Maiin,
Bohat Der Tak Yunhi Chalti Rahii,
Tum Bohat Der Tak Yunhii Yaad Aatey Rahey .. ‘


~Izhaar’E-Yaad Karoon
Yaah Puchoon Haal’E-Dil Un Ka
Aye Dil Kuch Toh
Bahana Bata
Un
Sey Baat Karnay Ka .. ‘

~Meri Ek Khata Pe Woh Mera Pyaar Hi Bhool Gaya,
Us Ne Ye Bhi Yaad Na Rakha K Aesi Hazaron Khatain Woh Roz Kia Karta Tha .. ‘


Wafa ka naam na lo yaro,
Wafa dil ko dukahati hai,
Jab bhi Wafa ka naam lete hai,
Hume ek bewafa ki yaad Aati hai.

कितने चेहरे हैं इस दुनिया में,
मगर हमको एक चेहरा ही नज़र आता है,
दुनिया को हम क्या देखे,
उसकी यादों में सारा वक़्त गुज़र जाता है.

ना मुस्कुराने को जी चाहता है;
ना आंसू बहाने को जी चाहता है.
लिखूं तो क्या लिखूं तेरी याद में;
बस तेरे पास लौट आने को जी चाहता है.