~Chaand Bhi Tanha Raat Bhii Tanha,
Aur Tanha Merii Zaat Hy,
Phiir Toot Ke Woh Yaad Aaya,
Ajeeb Yeh December Ki Raat Hy .. ‘



~Hum Se Itna Nahi Ho Saka K Tujhe Bhula Dey,
Ek Tum Ho Jo Kabhi Bhoole Se Bhi Mujhe Yaad Nahi Karte .. ‘

नाम तेरा ऐसे लिख चुके है अपने वजूद पर..
कि तेरे नाम का भी कोई मिल जाए….
तो भी दिल धड़क जाता है….

~Terey Baad Nazar Aati Nahi Mujhe Ab Koi Manzil,
Kisi Aur Ka Ho Jana Ab Merey Bas Mein Hi Nahi .. ‘


“Kaise bayan karu alfaaj nahi h”
“Dard ka mere tujhe ahsaas nahi h”
“Puchhate ho ke mujhe dard kya h”
“Dard ye h ke tu mere pass nahi h”

Wafa ka naam na lo yaro,
Wafa dil ko dukahati hai,
Jab bhi Wafa ka naam lete hai,
Hume ek bewafa ki yaad Aati hai.


Teri aankh mein jo nami si chayi hai,
Wo mere door hone ki eklauti gawahi hai,
yaad itna na kiya karo hume,
hichki le le kar meri jaan pe ban jati hai.


~Hum Chah Kar Bhii Pooch Hii Naii Pate Unka Haal,
Darte Haiin Kahiin Yeh Na Kehdy Woh ,
Tumhey Yeh Haq Kisne Diiya .. ?

-Tujh Se Na Miilne Kii Qasam Kha Kar Bhii,
Har Raah Mein Tujhe Dhoonda Haii Maiine .. ‘


Roz Khawabon K Jazeeron Me Nikal Jata Hun

Tujh Se Milne Ki Nayi Raah Nikali Mene…


~Terii Be’Rukhi Ka Anjaam Ek Din Yehii Hoga,
Aakhiir Bhula Hii Denge Tujhe Yaad Karte Kartey .. ‘

“Hum agar aapse mil nahi paatay
aisa nahin kay aap humein yaad nahin aate
Mana ke jahaan ke sab rishtey nibahaye nahin jatey
Par jo bas jatay hai dil mein wo bhulaye nahin jatay.


~Meiin Kahan Se Laaon..?
Bata Kahan Bikta Haii Wo Naseeb,
Jo Tujhe Umar Bhar Ke Liye Mera Kar De .. ‘

~Tujhe Paney Ki Hasrat Meiin Kab Tak Tarasti Rahoon?
Koii Aiisa De Dhokha Ke Merii Saans Toot Jaye Aur Jaan Choot Jaye ..

-Terii Qurbat Nahii Haasil Toh Na Sahii,
Tera Khyaal Har Waqt Mere Saath Rehta Haii .. ‘