ना मुस्कुराने को जी चाहता है;
ना आंसू बहाने को जी चाहता है.
लिखूं तो क्या लिखूं तेरी याद में;
बस तेरे पास लौट आने को जी चाहता है.



आज ऊजालो में एक कमी सी रहेने दो
आंखो में एक कतरा नमी सी रहेने दो
क़ही रह ना जाये मोहब्बत अधुरी मेरी
इंतेजार है उसका, इंतेजार ही रहने दो.

उस से तार्रुफ़ तो करा दो मेरा …..
बस
अजनबी कह के मिलाना मुझको !!!

Dil Lagta Nahi Hai ab Tumhare Bina
Khamosh Se Rehne Lage Hein Tumhare Bina
Jaldi Laut Aao Ab Yahi Chaah Hai
Warna Ji Na Payenge Tumhare Bina…!!!


~Terii Be’Rukhi Ka Anjaam Ek Din Yehii Hoga,
Aakhiir Bhula Hii Denge Tujhe Yaad Karte Kartey .. ‘

मुझे इतना याद आकर बेचैन ना करो तुम,
एक यही सितम काफी है कि साथ नहीं हो तुम…


~Tum Haqeeqat’E-Ishq Ho Yaah Faraib Merii Aankhon Ka,

Na Dil Se Niikaltey Ho Na Zindagi Meiin Aatey Ho .. ‘


-Naya Dard Ek Dil Main Jaga’Kar Chala Geya
Kal Phiir Woh Mere Shehar Main Aa Kar Chala Geya
Jiise Dhoondtii Rahi Main Logon Kii Bheer Main
Mujhse Wo Apna Ap Chupakar Chala Geya
Main Us Kii Khamoshi Ka Sabab Poochtii Rahi
Woh Qisse Idher Udher Kay Sunakar Chala Geya
Yeh Sochtii Hoon Kaise Bhulaon’Gi Ab Usey
Ek Shakhs Woh Jo Mujh’Ko Bhulakar Chala Geya .. ‘

~Sard Mausam Meiin Bohat Yaad Aatey Haii,
Dhund Meiin Lipte Huye Waade Unke .. ‘

~Apni Narazgii Ki Koii Wajah Toh Batayii Hotii,
Hum Duniiya Chor Detey Tujhe Manany Ke Liiye .. ‘


-Be’Dard Zamany Ka Bahana Sa Bana Kar,
Hum Toot Key Roty Hain Teri Yaad Me Aksar .. ‘


~Tera Haath Thaam Kar,
Pyaar Ki Rahon Pe Chalna Chahti Hoon ,
Phir Khushi Mily Ya Dukh Yeh Mera Naseeb Hai ..’

~Hum Se Itna Nahi Ho Saka K Tujhe Bhula Dey,
Ek Tum Ho Jo Kabhi Bhoole Se Bhi Mujhe Yaad Nahi Karte .. ‘


-Ajnabii Sheher Ke Ajnabii Raaste Merii,
Tanhaye Par Muskurate Rahe Maiin,
Bohat Der Tak Yunhi Chalti Rahii,
Tum Bohat Der Tak Yunhii Yaad Aatey Rahey .. ‘

Cho0r Diya Hai Sabk0 Bina Waja Tang Karna
Ae D0st
Jab K0i Apna Samjta Hi Nahi T0 Yaad DiLa
Kar Kia Karna.