Humne har dukh ko Mohabbat ki Inayat samjha..
Ham koi tum the, Kya jo Shikayat karte.
Humne har dukh ko Mohabbat ki Inayat samjha..
Ham koi tum the, Kya jo Shikayat karte.
Tafseel se kese sunayain yeh qissa mohabbat ka,
Ke tum masroof ho ab tak humain barbaad karne mein
Kya Aisa Nahi Ho Sakta Hum Pyaar Maange..
Aur Tum Gale Laga Ke Kaho…..Aur Kuch ???
..
Keh Do Usse Judaai Azeez Hai To Ruuth Jayein,
Woh Jee Saktey Hai To Hum Maarr Bhi Saktey Hai..
हर बार हम पर इल्जाम लगा देते हो मोहब्बत का….!!
कभी खुद से भी पूछा है इतनी खुबसूरत क्यों हो….!!
जनाज़ा इसीलिए भारी था उस गरीब का…!!
क्योकि वह सारे अरमान साथ लेकर चला गया…!!
मैं भी कभी हँसता, खेलता था….!!
कल एक पुरानी तस्वीर में, देखा था खुद को.
-Kya Itne Door Nikal Aaye Hai Hum,
Ke Tere Khayalo Me Bhi Nahi Aatey .. ‘
-Sun Kar Tamaam Raat Merii Dastaan’E-Gum,
Bole To Sirf Ye Ki Bohot Boltii Ho Tum .. ‘
-Udaas Dil Aur Nam Ankhein,
Bas Yahii Miilta Haii Mohabbat Meiin .. ‘
जिन्दा रहो जब तक, लोग कमियां ही निकालते हैं,
मरने के बाद जाने कहाँ से इतनी अच्छाइयां ढूंढ लाते हैं ।
Uffff Tera Aksar Bhool Jana MujhKo
” Agar Dil Na Diya Hota To Teri Jan Le Lete.
Bematlab ki duniya ka kissa hi khatm,
Ab jis tarah ki duniya us tarah ke hum
Main nai chahta khuda k zindgi 100 saal ki de,
Thodhi hi sahi par…….. jo bhi de kamaal ki de
Mat puchh kaise guzar rahi hai zindagi,
Us daur se guzar rahi hu jo guzarta hi nahi
Hum na pa sake tuje muddato se chahne ke baad or
Kisi ne apna bana liya tuje chnd rasmein nibhane k baad