ऐ-दिल ज़रा मालूम तो कर,कहीं वो तो नहीं आ रहें
.
महफिल में उठा हैं शोर माशाअल्लाह-माशाअल्लाह
Sub Categories
~Zyada Kuch Naii Badla Haiin Tere Mere Beech Mein,
Pehle Nafrat Na Thi Ab Pyar Nahii Haii .. ‘
~Umar Bhar Rahugi
Gulam
Haii Koi Jo Us Sa
Mila De .. ‘
~Unka Ishq
Chaand Jaisa Tha ..
Poora Hua Toh
Ghatne Lga .. ‘
मुझे रिश्तो की लंबी कतारोँ से मतलब नही ,
कोई दिल से हो मेरा, तो एक शख्स ही काफी है..।
~Apni Narazgii Ki Koii Wajah Toh Batayii Hotii,
Hum Duniiya Chor Detey Tujhe Manany Ke Liiye .. ‘
~Woh Ab Lakhon Dilon Se Khelta Haii,
.
.
Mujhe Pehchan Ley Itna Bohat Haii .. ‘
~Tum Jo Kehte The Acha Haii Zamana Hum Se,
Ye Batao K Mila Koi Hamarey Jaisa .. ?
~Apni Galti’On Pe Parda Daal Kar,
Har Shakhs Keh Raha Haii Zamana Khraab Haii . ‘
~Phiir Jab Meiin Uske Biina Jeeney Lagii ,
Usee Merii Kamii Mehsoos Hone Lagi .. ‘
~ Suno Sahib
Khatam Sirf
Rishety Kiye Jate Haii
Mohabbat Nahii .. ‘
~Khushiya Toh Taqdeer Meiin Honi Chahiye,
Tasver Meiin Toh Har Koi Muskurata Haii .. ‘
~Sochti Hun Kabhi Utar Keh Daikhun Us Keh Dil Mein,
Kon Basa Hai Us Mein Jo Mujhe Basne Nahii Deta .. ‘
~Be’Bass Kar Diya Tu Ney Mujhey,
Apney Bass Meiin Karke .. ‘
~Gar Tum Jo Saath Aa Gey Hote,
Ziindagi Har Tarah Se Mumkin Thi .. ‘
~Chalo Accha Hua Ke Dhund Parney Lagi,
Warna Dur Tak Takti Thi Niighein Raah Terii .. ‘