mere dushman jal jaatey hai mere shahi andaz se,
kyoki hum dosti bhi karte mohabat ke andaz se.



जिन्हे गुस्सा आता है
वह लोग सच्चे होते है
मैने झूठो को अक्सर
मुस्कुराते हुए देखा है

Unki tasvir ko seene se laga lete hai,
Is tarah judai ka gum mita lete hai,
Kisi tarah zikar ho jaye unka,
To hans kar bheegi palke jhuka lete hai..

Na Koi Meri Manzil Hai Na Kinara,
Tanhai Meri Mehfil Aur Yaadein
Mera Sahara,
Unse Bichad Kar Kuch Yun Waqt
Guzra,
Kabhi Zindagi Ko Tarse Kabhi Maut
Ko Pukara,


‘AJNABI’ Risto ka ‘NAAM’ hai ‘DOSTI’.
Har gam ki dawa hai ‘DOSTI’.
‘DOST’ Bichhad jaye to rota hai’DIL’.
Magar’DOSTI’ Toot jaye to roti hai ‘ZINDGI’.

Utha hua har hath dua ke liye nahi hota,
Jhuka hua har parda hawa ke liye nahi hota,
Apni galtiyon se bhi chirag bhuj jate hai aksar,
Kasoor hawa ka har baar nahi hota…


चांद को उसके सितारों ने लूटा,
,
चमन को उसकी बहारों ने लूटा,
,
आप तो चले गए हमें 1 कसम देकर,
,
मगर आप की कसम देकर हमें हजारों ने लूटा।।।।
,


तु बेशक अपनी महफिल मे हमे बदनाम करती है,
.
पर तुझे अनदाजा भी नही है कि
वो लोग भी पैर छुते है मेरे,
.
जिन्हे तु भरी महफिल मे झुक के सलाम करती है ණ

Ek ajnabi se mujhe itna pyar kyon hai Inkaar karne par chahat ka ikraar kyo hai.
Use pana nahi meri taqdeer mein shayad Phir
har mod pe uska intezar kyon hai.

Kuch Or Sochne Ki Zaroorat Nahi Mujhe,
Tere Siva Kisi Se Mohabbat Nahi Mujhe…!!
Tu Hi Rehta Hai Hmesha Mere Dil Or Dimag Me,
Jise Pyaar Kru Use Bhool Jane Ki Aadat Nahi Muje..!!!
Teri Yaad Aati Hai To Aankh Bhar Hi Aati Hai,
Varna Her Bat Par Yun Rone Ki Aadat Nahi Mujhe..!!!
Kise Sunau Jakar Mai Haal Apne Dil Ka..?
Tune To Keh Diya Fursat Nahi Mujhe..!!!


आज ऊँगली थाम ले मेरी,
तुझे मैं चलना सिखलाऊँ ,
कल हाथ पकड़ना मेरा,
जब मैं बुढा हो जाऊं …!!


क्यो डरेँ कि जिन्दगी मे कल क्या होगा,
.
हर वक्त क्यो सोचे कि कुछ बुरा होगा,
.
बढते रहो मंजिलो कि ओर हमेशा
.
कुछ ना मिला तो क्या हुआ “तजुर्बा” तो नया होगा !

~Meiin Umar Bhar Na De Saki Koi Jawaab ..
Wo Ek Pal Me Kiitne Sawaal Kar Geya .. ^


मोहब्बत का मेरे सफर आख़िरी है,
ये कागज, कलम ये गजल आख़िरी है
मैं फिर ना मिलूंग! कहीं ढूंढ लेना
तेरे दर्द का ये असर आख़िरी है…!!

Adhoore Chand Sey Fariyaad To Karta Hoga,
Woh Mujhe Ziiyada Nahi Par Yaad Toh Karta Hoga,
Bhule Sey Hi Sahii Kabhii Merii Yaad Toh Aatii Hogi,
Woh Mere Baare Meiin Kuch Irshaad Toh Karta Hoga,
Boht Masroof Sahi Din Bhar Phir Bhii Tanhaaye Meiin,
Kuch Pal Mere Liiye
‘Barbaad’ Toh Karta Hoga ..

Kabhi yaadein…
Kabhi baatein…
Kabhi beeti mulakate…
Bohot kujh yaad aata he,
tumhare yaad aane se….