~Ab Is Duniya Me Koi Aur Mujhe Dil Nahi Dene Wala,
Log Kehte Hain Meri Aankhon Me Us Ka Chehra Nazar Ata Hai.. ^



Udaas Hoon Par Tujhse Naraz Nahi..
Tere Dil Mein Hoon Par Tere Pass Nahi..
Waise To Sab Kuch Hain Mere Pass..
Par Tere Jaisa Koi Khass Nahi…

Badi mushkil se bane hu toot jane ke baad,
Mai aaj bhi ro deti hu muskurane ke baad,
Tujhse mohabbat thi mujhe beintiha,
Lekin aksar ye mehsus hua tere jane ke baad,
Ab tak dhundh rahe hu apne andar ke us shaks ko,
Jo nazar se kho gaya hai nazar aane ke baad.

Acha lagta hai tera naam mere naam ke sath…..
Jaise koi subah judi ho,kisi haseen shaam ke sath..


Paas Aa Zara Dil Ki Baat Btaun Tujhko,
Kese Dharkta Ha Dil Awaz Sunau Tujhko,
Aakar Tu Dekh Le Dil Pe Likha H Nam Tera
Agr Kahe To Dil Cheer Ke Dikhaun Tujko.
Jitna Jalaya Hai Tune Pyar Me Mujhko,
Dil To Krta Hai Mein B Jalaun Tujhko
Ajnabi Hota Toh Aisa Kar Bhi Lete,
Mgr Tum To Apne Ho Kese Sataun Tujhko

Kuch Or Sochne Ki Zaroorat Nahi Mujhe,
Tere Siva Kisi Se Mohabbat Nahi Mujhe…!!
Tu Hi Rehta Hai Hmesha Mere Dil Or Dimag Me,
Jise Pyaar Kru Use Bhool Jane Ki Aadat Nahi Muje..!!!
Teri Yaad Aati Hai To Aankh Bhar Hi Aati Hai,
Varna Her Bat Par Yun Rone Ki Aadat Nahi Mujhe..!!!
Kise Sunau Jakar Mai Haal Apne Dil Ka..?
Tune To Keh Diya Fursat Nahi Mujhe..!!!


मैने अकसर उन दुकाने को भी
लुटते देखा है
.
.
.
.
.
.
जो दिनभर ताले बेचा करते है!


काश एक ख़्वाहिश पूरी हो इबादत के बगैर,
तुम आ कर गले लगा लो मुझे,
मेरी इज़ाज़त के बगैर….!!

‘AJNABI’ Risto ka ‘NAAM’ hai ‘DOSTI’.
Har gam ki dawa hai ‘DOSTI’.
‘DOST’ Bichhad jaye to rota hai’DIL’.
Magar’DOSTI’ Toot jaye to roti hai ‘ZINDGI’.

जब प्यार किसी से होता है
हर दर्द दवा बन जाता है
क्या चीज मुहब्बत होती है
एक शख्स खुदा बन जाता है
ये लब चाहे खामोश रहें
आँखों से पता चल जाता है
कोई लाख छुपा ले इश्क मगर
दुनिया को पता चल जाता है
जब इश्क का जादू चलता है
सेहरा में फूल खिल जाता है
जब कोई दिवाना मचलता है
तब ताजमहल बन जाता है


Phir Jaag Utha Hai Dil Mein,
Puraney Dino Ka Dard “MOHSIN”
JEE chahta Hai Ke Phir Koi
Taaza Ghazal Likhoon…


शमा जलती है जिस आग मे नुमाईश के लिए
हम उसी आग मे गुमनाम से जल जाते है
जब भी आता है मेरा नाम तेरे नाम के साथ
जाने क्यो लोग मेरे नाम से जल जाते है


Naaraz Hokar Zindagi Se Nata Nahi Todte,
Mushqil Ho Raah Phir Bhi Manzil Nahi Chodte,
Tanha Na Samjhana Khud ko Kabhi bhi,
Hum wo Hai Jo Kabhi kisi ka Sath Nahi Chodte.

चांद को उसके सितारों ने लूटा,
,
चमन को उसकी बहारों ने लूटा,
,
आप तो चले गए हमें 1 कसम देकर,
,
मगर आप की कसम देकर हमें हजारों ने लूटा।।।।
,

मोहबत को जो निभाते हैं उनको मेरा सलाम है,
और जो बीच रास्ते में छोड़ जाते हैं उनको,
हुमारा ये पेघाम हैं,
“वादा-ए-वफ़ा करो तो फिर खुद को फ़ना करो,
वरना खुदा के लिए किसी की ज़िंदगी ना तबाह करो”