Tark-e-Ulfat Jo Kia Hai To Sambhalo Khud Ko
Kiun Mere Khawabon Me Roz Chale Ate Ho…
Tark-e-Ulfat Jo Kia Hai To Sambhalo Khud Ko
Kiun Mere Khawabon Me Roz Chale Ate Ho…
Roz Khawabon K Jazeeron Me Nikal Jata Hun
Tujh Se Milne Ki Nayi Raah Nikali Mene…
Kaun yaad rakhta hai pyar karne walo ko,
Jo jitni gahri chot deta hai, wo utna hi yad rahtaa hai..
~Jaate Hue Wo Bas Itna Hi Keh Gya Paagal Jeena Sikh Lo Ab
Wese Pyaar Accha Kar Leti Ho ..’
~Aye Pagal Dil Tu Kyun Khush Hota
Hai ??
Teen Din Baad Sirf Saal Badlega Insaan Nahi .. ‘
कटी पतंग का रूख तो था मेरे
घर की तरफ
.
पर उसे लूट लिया ऊँचे मकान वालों
ने
तमननाओ की महफिल तो हर कोई सजाता है
पर
.
पुरी उसी की होती जो तकदीर लेकर आता है
एहसान किसी का वो रखते नही मेरा भी लोटा दिया
.
जितना खाया था नमक
मेरे जख्मोँ पर लगा दिया
कहते हे कि पत्थर दिल रोया नही करते
तो..
फिर पहाङो से ही झरने क्यो बहा करते है ..”
~Hamesha K Liye Apne Paas Rakh Lo Na Mujhe,
Koii Poochey To Keh Dena Dil Hai Mera .. ‘
~Woh Jo Kehta Tha Tum Na Mili Toh Mar Jaunga Meiin,
Woh Aaj Bhii Ziinda Haii,
Yeh Baat Kisii Aur Se Kehne Ke Liiye .. ‘
HUM to tere hi rahe 1 jheel ke pani ki tarah
AGAR drya bnte to bohat door nikal skte the!!
~Judaa Ho Kar Bhi Dono Jee Rahe Haiin,
Ek Mudat Se Kabhi Dono Hi Kehte The K Aisa Ho Nahi Sakta .. ‘
~Terii Be’Rukhi Ka Anjaam Ek Din Yehii Hoga,
Aakhiir Bhula Hii Denge Tujhe Yaad Karte Kartey .. ‘
~Jab Meri Zaat Se Jee Bhar Jaye Toh Bata Dena,
Meiin Ankh Se Aansu Ki Tarha Khud Hi Nikal Jaungii .. ‘
~Bicharne Wale Tere Liye Ek Mashwara,
Haii Kabhii Hamara Khayal Aye To Anyy Dena .. ‘