Jailor: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
.
Jailor: Kyon has rahe ho?
.
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hoon!

Loading views...



Santa: Why has the Govt. fixed voting age 18yrs&marriage age 21yrs?
.
.
.
.
Banta: Govt. ko pata hai ki desh sambhalna aasan hai,
lekin biwi ko nahi.

Loading views...

Santa-Wat Is The Name Of Your Car?
.
Banta-I Forgot The Name,
But Its Starts With ‘T’
.
Santa-Oye Kamaal Ki Gaadi Hai,
Tea Se Start Hoti Hai!

Loading views...

santa(gusse se):itne kam marks?
.
.
Do thappad lagane chahiye
.
.
pappu:ha papa chalo me us master ka ghar dekh k hi aa raha hun

Loading views...


Santa- Tu paida kaise hua?
.
Banta- Hospital mei, aur tu?
.
Snta- Khouf me!
.
Banta- Wo Kaise?
.
Snta- Meri maa k pas 2 Daaku aaye Aur kaha Jo kuch hai nikal do

Loading views...

Sardar ne daru pi ke apne apko aaine main dekha or bola
.
.
isko to kahin dekha h.. o!
.
.
yaad aaya ye to wahi haramkhor h,
jo shadi k album me meri biwi k sath tha.

Loading views...


Santa ka 50rs ka note train me ghum ho gaya
Ek aadmi:Ya,allah bismilah!
Santa:Tumhe 20(bis) mila to baki this kisko mila

Loading views...


1 sardar ke pas sms ayea bhejne wala husheyar padhne wala gadha .
.
.
.
sardar ko gussa agaya usne riply kiya bhejne wala gadha padhne wala hosheyar

Loading views...

teacher-planets ke naam batao.
Santa-earth,mars,jupiter vagerah.
Teacher-aur batao.
Santa-aur sab badhiya.mata rani ki kripa hai..

Aap apna bataie.

Loading views...

Techar . . . Santa , . . . . Peyar aur muhabbat me kiya farak hai
.
.
.
santa . . . . . Mubhabat mai ap se kar ta hu aur piyar ap ki beti se kar ta hu

Loading views...


teacher-Murgiyon Ki Tange Chhoti Kyu Hoti Hain?…..
.
.
Santa-Sir,Agar Murgiyon Ki Tange Lambi Hui
Toh Ande Gir Kar Toot Jayenge

Loading views...


santa:Main apni patni ko kya giftdoon
.
Banta: diamond Ring de.
.
Santa:Nahi main kuch bada dena chahta hoon,
.
Banta:Fir tractor ka tyre de

Loading views...

Banta: Yeh chaaku kyon ubaal rahe ho?
Santa: Suicide karne ke liye
Banta: To phir ubalne kui kya zaroorat hai?
Santa: Kahin infection na ho jaaye

Loading views...


Me-papa mai aapse jhuth bola mai
tution nahi dosto ke sath peene gaya hu
dad-to ab kyu bata raha hai?
Me-Paise khatam ho gaye hai :p

Loading views...

पापा मैंने झूठ बोला,मैं दोस्त के साथ लोनावला आया हूँ उसके पापा बाहर गए हुए है
पापा:ओके मैं तेरे दोस्त के घर जा रहा हूँ,
मम्मी को मत बताना

Loading views...

Ek baar Santa Gangubai ke ghar jaata hai aur darwaza knock karta hai.
.
Gangubai: Kaun ?
.
Santa: Main !
.
Gangubai: Main kaun?
.
Santa: Tu Gangubai.

Loading views...