Kaun yaad rakhta hai pyar karne walo ko,

Jo jitni gahri chot deta hai, wo utna hi yad rahtaa hai..



~Jaate Hue Wo Bas Itna Hi Keh Gya Paagal Jeena Sikh Lo Ab
Wese Pyaar Accha Kar Leti Ho ..’

~Uss Mor Se Shuru Karain Aa
Phir Se Zindagi,
Jab Har Sham Haseen Thi Or Hum-Tum The Ajnabii .. ‘

~Sham Hote Hi Chiraghon Ko Bhuja Deti Hoon,
Dil Hi Kaafi Hay Teri Yaad Main Jalne K Liye .. ‘


~Bari Gustakhiyan Karne Laga Hay,

Ye Dil Mujh Se,

Ye Jab Se Tera Huwa Hy Meri Sunta Hi Nahi .. ‘

~Kabhii Aaye Ga Use Bhi Mera Khayal,
Shayad Yeh Bhi Mera Khayal Hy .. ‘


~Hasrat’E-Deedar Bhii Kya Cheez Hyy,
Wo Samne Aye To Musalsal Dekha Bhi Nahi Jata .. ‘


~Nahi Haii Meri Fitrat Mein Yeh Adaat,

Warna Teri Tarah Badlna Mujhe Bhii Aata Haii .. ‘

~Izhar’E-Ishq Me Aiisa Hua Kuch Wo,
Dil Ka Haqdaar To Hua Lekin Mera Naa Hua .. ‘

~Tere Baad Kon Roky’Ga Humein,
Hum Khud Ko Jee Bhar k Barbaad Karein’Gy .. ‘


~Hum To Agaaz’E-Mohabbat Mein Hi Lutt Gy,
Log Toh Kehte The Ke Anjaam Bura Hota Haii .. ‘


क्यों याद करेगा कोई बेवजह मुझे ऐ खुदा ,
लोग तो बेवजह तुम्हे भी याद नहीं करते !!”

मेरे कंधे पर कुछ यूँ गिरे तेरे आंसू,

कि सस्ती सी कमीज़ अनमोल हो गयी.!!


~Lafzo’n Ki Banawat Mujhe Nahi Aatii,
Tumse Pyar Haii Seedhi Si Baat Haii .. ‘

~Seene Ke Andr Kuch Toot Sa Geya,
Haii Dua Kro Kahii Woh Dil Na Ho .. ‘