Unki tasvir ko seene se laga lete hai,
Is tarah judai ka gum mita lete hai,
Kisi tarah zikar ho jaye unka,
To hans kar bheegi palke jhuka lete hai..

Loading views...



अँधेरे मे रास्ते बनाना मुश्किल होते है।
तूफान मे दीपक जलाने मुश्किल होते है।
प्यार किसी से भी करना मुश्किल नही,
इसे बस निभाना मुश्किल होता हैं॥

Loading views...

~Izhaar’E-Yaad Karoon
Yaah Puchoon Haal’E-Dil Un Ka
Aye Dil Kuch Toh
Bahana Bata
Un
Sey Baat Karnay Ka .. ‘

Loading views...

Kabhi yaadein…
Kabhi baatein…
Kabhi beeti mulakate…
Bohot kujh yaad aata he,
tumhare yaad aane se….

Loading views...


~Guzar Gya Woh Waqt Jab Tere Talabgaar The Hum ..
Ab Zindagii Bhi Ban Jao Toh Qabool Na Karengey .. ^

Loading views...

इश्क ओर दोस्ती मेरे दो जहान है,
इश्क मेरी रुह, तो दोस्ती मेरा ईमान है,
इश्क पर तो फिदा करदु अपनी पुरी जिंदगी,
पर दोस्ती पर, मेरा इश्क भी कुर्बान है

Loading views...


Kisi ke dil mein basna bura to nahi,
Kisi ko dil mein basana khata to nahi
Hain ye zamane ki nazar me bura to kiay hua
Zamane wale bhi insan hai khuda to nahi..

Loading views...


*सादे लफ्ज़,*
*कहाँ इतना असर करते है…*
*अब ये ना सोचना की हम शायर,*
*कोई नशा करते है……..

Loading views...

Acha lagta hai tera naam mere naam ke sath…..
Jaise koi subah judi ho,kisi haseen shaam ke sath..

Loading views...

Uske siwa koi mere jazbaat mein nahi,
Aankho mein jo nami hai wo barsaat me nahi,
Paane ki use koshish bahut ki magar ae dosto,
Wo ek lakeer hai jo mere haath mein nahi

Loading views...


हिचकियों से एक बात का पता चलता है कि कोई हमें याद तो करता है,
बात न करे तो क्या हुआ कोई आज भी हम पर कुछ लम्हें बरबाद तो करता है…

Loading views...


Hamari rooh me na samaye hote to bhool jate tumhe
Itna kareeb na aaye hote to bhool jate tumhe.,
Ye kahtey hue ki mera talluk nahin tumse koyi,
Ankhon mein aansu na aaye hote to bhul jate tumhe.

Loading views...

एक सेब गिरा और न्यूटन ने ग्रेविटी की खोज कर ली..
इंसान ही इंसान गिर रहे हैं और कोई मानवता नहीं खोज पा रहा…

Loading views...


Aapki chahat ka kuch aisa asar chadha h humpar…
Ki roshni teri h aur roshan hum ho rhe h…
Khushboo teri h aur mehak hum uthe h…
Raag tera h par gaa hum rahe h..
Dagar teri h par raasta mera lag rha h..
Khushi teri h par khush hum ho rhe h..
Aur gum me Tere dukhi hum ho rhe h…
Ye pyaar bhi kya Kya byaan kar jata h ankhoon hi ankhoon me..
Jaan teri h…par jee hum rahe h…
Par jee hum rahe h..

Loading views...

Kisi ke dil pe kya gujri koi anjan kya jane,
Pyar kise kehte hai koi nadan kya jane,
Uda kar sath le gaya ghar parindo ka,
Kaise bane the ghosle ye tufan kya jane.

Loading views...

आसां तो ना था ज़िंदगी का सफर,
मगर फिर भी यूँ ही चलते रहे,
बहुत मुश्किलों से भरी थी हर डगर,
मगर फिर भी कदम धरते रहे

Loading views...