~Chaand Bhi Tanha Raat Bhii Tanha,
Aur Tanha Merii Zaat Hy,
Phiir Toot Ke Woh Yaad Aaya,
Ajeeb Yeh December Ki Raat Hy .. ‘



~Tu Hosh Me Tha
Phir Bhi
Hume Pehchan Na
Saka ..
Ek Hum
They k Pee kar Bhi
Tera Naam Lete
Rahey .. ‘

~Kaha Tha Mere Hamdam Ne Milyn’Ge Ab December Meiin,
Lout Aao Ke Merii Tarah December Bhi Thora Reh Gya Haii .. ‘


~Kabhi Toota Nahi Mere Dil Se,
Us Ki Yaad Ka Rishta,
Guftagu Jis Se Bhi Ho,
Khayaal Us Ka Hi Rehta Hy .. ‘

~Sham Hote Hi Chiraghon Ko Bhuja Deti Hoon,
Dil Hi Kaafi Hay Teri Yaad Main Jalne K Liye .. ‘


~Uss Mor Se Shuru Karain Aa
Phir Se Zindagi,
Jab Har Sham Haseen Thi Or Hum-Tum The Ajnabii .. ‘


~Tujhe Paney Ki Hasrat Meiin Kab Tak Tarasti Rahoon?
Koii Aiisa De Dhokha Ke Merii Saans Toot Jaye Aur Jaan Choot Jaye ..

~Tera Haath Thaam Kar,
Pyaar Ki Rahon Pe Chalna Chahti Hoon ,
Phir Khushi Mily Ya Dukh Yeh Mera Naseeb Hai ..’

Roz Khawabon K Jazeeron Me Nikal Jata Hun

Tujh Se Milne Ki Nayi Raah Nikali Mene…


~Meiin Kahan Se Laaon..?
Bata Kahan Bikta Haii Wo Naseeb,
Jo Tujhe Umar Bhar Ke Liye Mera Kar De .. ‘


~Woh Mujh Se Pchty Hy,
Kis Kis Key Khuwab Dekhti Ho .. ?
Be-Khuber Jante Nahi, Uski Yaaden Mjhy Soney Hi Nhi Detin ..’

~Main Tum Se Kuch nhi Kehti Faqat,
Itni Guzarish Hai Bas Utni Baar Mil Jao K Jitna Yaad Atey Ho ..’


~Meiin Agar Chahon Bhi Tu Shayad Na Liikh Sakon,
Un Lafz’On Ko Kay Jiiney­ Parh Kar Tum,
Samaj Sakon Kay Mujhey Tum Se Kitni Mohabbat Haii .. ‘

उस से तार्रुफ़ तो करा दो मेरा …..
बस
अजनबी कह के मिलाना मुझको !!!

“Kaise bayan karu alfaaj nahi h”
“Dard ka mere tujhe ahsaas nahi h”
“Puchhate ho ke mujhe dard kya h”
“Dard ye h ke tu mere pass nahi h”