~ Bohat Shoq Hay Na Tujhey Behans Ka?
Aa Baiith Bata Kis Morh Pe Waffa Karii Tumney .. ‘



~Itna Be’Taab Na Ho Mujh Se Bicharne Ke Liiye,
Tujh Ko Aankhon Se Nahi Dil Se Judaa Karna Haii .. ‘

~Khyaal’E-Yaar Meiin Mujko Yoon’Hii Madhosh Rehne Do,
Na Pucho Raat Ka Qiisa Mujhe Khamosh Rehne Do .. ‘


~Chalo Accha Hua Ke Dhund Parney Lagi,
Warna Dur Tak Takti Thi Niighein Raah Terii .. ‘


~Chal Mohabbat K Samandar Mein Utar Jatey Hain,
Pyaar Krna Haii Toh Phiir Mout Sy Darna Kaiisa .. ?


~Jis Ne Choer Diya Mujhy Puraney Saal Ki Tarha,
Usey Naya Saal Bhi Mubarak Naye Yaar Bhi Mubarak .. ‘

Maine Uss Shakhs Ko Kabhi Hasil He Nahi Kiya….
Phir B Har Lamha Lagta Ha Maine Use Kho Diya….!!


Maine Uss Shakhs Ko Kabhi Hasil He Nahi Kiya….
Phir B Har Lamha Lagta Ha Maine Use Kho Diya….!!


अंदाजा लगाओ मेरी मोह्हबत का इस बात से ही.
तुम्हारे नाम का हर शख्स
मुझे अच्छा लगता है…!!

अंदाजा लगाओ मेरी मोह्हबत का इस बात से ही.
तुम्हारे नाम का हर शख्स
मुझे अच्छा लगता है…!!


Main Mar Jaon Tu Mere Seene Se Dil Nikal Leina DOST,
Khain Matti Mein Na Mill Jaein Merey Dil Mein Rehny Waley..

Aana jo meri qabar pe to ghairo’n ko na laana,
Murdo’n ko hamare jhaan jalaaya nahi karte..