~ Aazmaate Hai Log Sabr Mera ..
Baar Baar Zikr Kr K Tera .. ^
~एक बार देखा था उसने मेरी तरफ मुस्कुराते हुए,
बस! इतनी सी हकीकत है, बाकी सब कहानियाँ हैं .. ^
~Bohat Bheer Thi Uss K Dil Main Jnaab ..
Hum Khud Na Nikalty To Nikal Diye Jatey ..^
मेरी आशिकी भी थोड़ी अलग सी है।
वो स्टेशन पर बैठी थी सर्द रात में,
मैने घर में रजाई ओढ़ना भी सही नहीं समझा।
!! हम आये हैं तेरे शहर में एक मुसाफ़िर की तरह
ऐ अज़नबी बस एक बार मुलाकात का मौका देदे !!”
” कितना मुश्किल है मनाना… उस शख्स को ..
जो रूठा भी ना हो और… बात भी ना करे…!!
सब कुछ हासिल नहीं होता ज़िन्दगी में यहाँ….
.
किसी का “काश” तो किसी का “अगर” छूट ही जाता है…!!!!
~ Kab Do Ge Nijaat Mujhe In Raato’n Ki Tanhai Se
Aye Ishq Apne Zulm Dekh Aur Meri Umer Dekh .. ^
~Tum Abhi Auron Ke Dil Khush Karo
Tum Kya Jano Ishq Kya Hai .. ^
~ Gham-e-Khaas Par Kabhi Chup Rahe ..
Toh’
Kabhi Ro Diye Gham-e-Aaam Par .. ^
~ Apni Deed Se Mujhe Yoon Umr Bhar Tarsay’Gah
Is Baat Pe Meri Ankhon Ne Khud-Kashi Kar Li .. ^
~Toot Kar Chubh Raha Hai Aankhon Main,
Aaina To Nahi Tha Khawab Mera .. ^
~ Bary Sukoon Se Rehtey Ho Aj Kal Mere Bina,
Jaise Kisi Uljhan Se Chutkara Mil Gaya Ho ..
~Tujhe Roz Dekhu Kareeb Se Mere Shoq Bhii Haii Ajeeb Se .. ^
~Woh Acha Haii Toh Behtar Bura Haii Toh Bhii Qabool,
Mizaaj’E-Ishq Meiin Aib’E-Yaar Nahi Dekhey Jatey .. ^
~ Suna Hai Tum Mohabbat Nahi Kartey ,
Yaqeen Jano Kmaal Kartey Ho .. ^