Sub Categories

पहले दो लोग लड़ते थे तो तीसरा छुड़वाता था,
.
.
.
आजकल वीडियो रिकॉर्डिंग करता है।

Loading views...



Santa Ne Bijli Office Phone Kara Aur Jaldi Se Bola.

“Jaldi Se Model Town Ki Light Kaat Do”

Bijli Wala Hairani Se: “Kyu Sir?”

Santa: “Wo Yaar Mere Dimag Mein Ek Nayi Mast Wali Gaali Aayi Hai, Wo Tumko Deni Hai“

Loading views...

एक बार संता के साथ उसकी बीवी बाजार घूमने गई.
रास्ते में उसकी बीवी बोली: देखो ना,
उस आदमी को. कैसे मुझे लगातार घूरे जा रहा है.
संता बोला: डार्लिंग! वह तो कबाड़ी वाला है,
बेकार माल पर नजर रखना उसकी आदत है.

Loading views...

एक बार संता सिनेमा हॉल में जुरासिक पार्क देखने गया. जब डायनासोर दौड़कर आने लगा
तो वह सीट के नीचे छुपने लगा.
उसका दोस्त बंता: क्या हुआ यार, डर क्यों रहा है ? सिनेमा ही तो है !
संता: आदमी हूं, मेरे अंदर अक्ल भी है ! पता है कि सिनेमा है लेकिन वह तो जानवर है, उसको
क्या पता!

Loading views...


Khud ko kar kanjoos itna ki..
har sms bhejne se pehle,
SERVICE CENTER wale khud call kar k puche..
Bata sach me bhejna he ya galti se sent ho gaya tha.

Loading views...

Doctor to Female:
Kya aap delivery ke time..
bachche ke pita ko apne paas dekhna chahogi?

Female: Nahi, unhe mere pati pasand nahi karte.

Loading views...


Do Aurton Ko Bees Saal Ki Saza Mili.

Bees Saal Ek Sath Jail Mein Guzaar Kar Jab Dono Rihaa Hui.

Toh Ek Ne Kaha: “Chalo Abb Baqi Batein Ghar Ponch Kar Karte Hai“

Loading views...


Husband Aur Wife Chori Ke Topic Par Baatein Kar Rahe The.

Husband: “Jo Aadmi Chori Karta Hai Wo Baad Me Zaroor Pachtata Hai.”

Wife Said In Romantic Mood: “Aur Tumne Shadi Se Pehle Jo Meri Nindein Churayi Thi Unke Bare Mein Kya Khyaal Hai?”

Husband: “Keh To Raha Hun, Jo Chori Karta Hai Wo Baad Mein Pachtata Zaroor Hai.”

Loading views...

Ek kutta ek car k neeche baitha tha..
.
.
.
.
.
.
PAppu aaya aur uske pooch kheechta hua bola:
” nikal saale bhootni k..
bada aaya mechanical engineer

Loading views...

♡!★!♡ Aye chand tu bhool jaayega gurur se chamakna ♡!★!♡
♡!★!♡ Jis roz dekh lega surat mere yaar ki ♡!★!♡

Loading views...


“Height Of Girl’s Nakhre..!!

Doctor – क्या हुआ है आपको??

Girl – hmmm… नजर लग गई है शायद”

Loading views...


Maine pucha kahan ho Tum?
Usne kaha teri Sanso main,
Tere Dil mai, Tere Khyalo main,
Teri Nas-Nas main,
Maine pucha kahan nahi ho?
Usne kaha sirf teri kismat main.

Loading views...

Humdum To Sath Sath Chalte Hain,
Raaste To Bewafa Badalte Hain,
Tera Chehra Hai Jab Se Aankhon Mein,
Meri Aankhon Se Log Jalte Hain.

Loading views...


Khuda Ki Rehmat Mein Arjiyan Nahi Chalti,
Dilon Ke Khel Me Khudgarjiyan Nahi Chalti,
Chal Pare Hai To Ye Jaan Lijiye Huzoor..
Ishq Ki Raah Me Manmarziyan Nahi Chalti..!!

Loading views...

Ek dil mere dil ko Zakhm de gaya,
Zindagi bhar jeene ki kasam de gaya,
Lakho phoolon me se ek phool chuna hmne,
Jo kaanto se gehri chubhan de gaya.

Loading views...

Kabhi koi apna anjan ho Jata hai
kabhi kisi anjan se pyar ho Jata hai
Ye Jaruri nahi ki Jo khushi de usi se pyar ho
Dil todne walo pe bi DIL Nisar ho jata hai..

Loading views...