Santa chemist ki shop pe 1 bottle le k gaya
aur ek chamach liquid shopkeeper ko pila k
bola- mitha hai Kya?
Dukandar bola- nahi, kyu kya h ye?
Santa – docter ne Bola chemist ki shop se
urine me sugar check karwa k aao…!
Wo check krane aya tha. 😛
Santa : Kal Raat Toilet main gaya toh wahan bhoot tha
.
.
.
Banta : “Acha !!!!! Fir Kya hua ”
.
.
.
.
.
Santa : Hona Kya tha maine usse Bol diya “Bhai aap hi kar lo Humara toh waise hi nikal Gaya”
.
.
.
.
.
.
बंता(शायराना अंदाज में):
जिंदगी हमारी यूं सितम हो गई,
खुशी ना जानें कहां दफन हो गई,
बहुत लिखी खुदा ने लोगों की तकदीर में
मोहब्बत,
जब हमारी बारी आई तो स्याही खत्म
हो गई.
Santa Bank me paise jama karane gaya.
Cashier-
Tumhare Note nakli hai.
Santa-
Tujhe kya farak padata hai?
Jama to Mere Account me ho rahe hai na..!!=D =))
Santa’s wife:”Agar DUNIYA mein aurat na hoti
to tumhare pant ke button kaun takta..???
.
.
Santa:”yadi duniya mein aurat na hoti to pant
pehnne ki jarurat hi kya thi..??? 😛 😀
Bacha:” 1 Litre Aata De Do!
.
Dukandar:” Beta Aata Kilo K Hisab Se Milta Hai..
Dobara Kaho!
.
Bacha:” Bottle Mein 1 Kilo Aata De Do!
.
Dukandar:” Beta Aata Bottle Mein Nahin Aata..
Tum Dukandar Bano! Main Batata Hun K aata Kaise Lete Hain..
.
.
Dukandar:” ék Kilo Aata Dedo!
.
Bacha:” Bottle Laye Ho… 😛 😮
THE GREAT INNOCENT SANTA SPECIAL
Santa Blue Film dekh raha tha.
Achanak apni biwi ko us film me dekh kar chonk gaya.
Gussa huwa,fir hans pada,bola,
.
.
ye to film hai, koi real thodi na hai..
Santa to Banta :-
Agr tu bata de ki meri Tokri me kya h. toh
tokri k aadhe Ande tere..Aur ye bhi bata de ki
Ande Kitne h…
.
to 10 k 10 tere…. Aur
.
agar ye Bhi bata de ki Ande Kiske h…
.
to Murgi bhi teri….
.
Banta :- Abey koi HINT TO De
Santa: Yaar Uth Bhukamp Aa Raha Hai, Saara
Ghar Hil Raha Hai.
.
.
.
.
.
.
.
Banta: Soja-Soja Ghar Girega To Makaan
Maalik Ka,
Hum To Kirayedar Hain…:-D
Santa : Main Tere Pyar Mein
Lut Gaya,
Barbad Ho Gaya
Badnaam Ho
Gaya.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Pinky : Haram Khor To Main
Kaun Sa
Engineer Ya Doctor Ban Gayi.
Santa ki umbrella mein hole tha.. To uske bete ne use pucha : papa chatri mein hole kyon?
.
.
Santa : are gadhe agar barish rukegi to pata kese chalega? 😛 😀