क्या प्यार और क्या है यार….
प्यार का साथ छुटने के बाद जो अपना बना ले,
वही तो है यार
सब की ज़िन्दगी मैं एक ऐसा इंसान ज़रूर होता है
जिसकी जगह कोई और
नहीं ले सकता,,
Saccha dost wo hota hai,
.
.
.
.
.
Jo exam mein aap ke paas wali,
Window ke samne aake bole??
.
.
.
.
.
Abey kitna likhega??
jaldi chal teri wali jaa rahi hai.
Yah dosti chirag hai ,isse jalaye rakhana
Yah dosti gul hai isse khilaye rakhana.
Hum rahe na rahe iss jahan main.
Bus hamari yaad dil me basaye rakhana…
Har Sitara Chand ke karib nahi hota,
Dil ki Daulat wala garib nahi hota,
Dost tum jaisa mila hai mukaddar se,
Har kisi ka aisa nasib nahi hota….
Kuch meethe pal yaad aate hain,
Palko par aasoo chod jate hain,
Kal koi aur mil jaaye toh hamain na bhool jana,
Dosti ke rishtey jindagi bhar kaam aate hain.
Dost kabhi dosto se khafaa nahi hote..
Mil jaye dil to kabhi juda nahi hote
Bhula dena meri kamiyon ko.
Kyu ki insan kabhi khuda nahi hote…
बहुत दिनों से अपने दोस्तों को भूले हुए थे…..!!
.
.
.
पर कल रात….
.
.
.
“STAR GOLD” पे “नमक हराम” देखी….!!
.
.
.
.
.
.
साले सब के सब याद आ गए……
The pain of missing friends
is realized when
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
U r standing some where nd see
a
group of friends having fun…….
U smile nd say to urself-
.
‘HUM TO ISSE BHI JYADA
KAMINEY THE’.
dedicate to ol my frds
उनका भरोसा मत करो,
जिनका ख्याल
वक्त के साथ बदल जाऐ ।
भरोसा उनका करो
जिनका ख्याल तब भी
वैसा ही रहे
जब आपका वक्त बदल जाऐ।
Waqt ki dosti to har koi karta hai ”
“døst”
Maza to tab hota hai k jb Waqt badal jaye par dost na badley
Waqt ki dosti to har koi karta hai ”
“døst”
Maza to tab hota hai k jb Waqt badal jaye par dost na badley
Chand Ki Had Raat Tak Hoti Hai,
.
Suraaj Ki Had Sirf Din Tak Hoti Hai,
.
Hum Dosti Me Din – Raat Nahi Dekhte,
.
Qki Humari Dosti Ki Had Aakhri Saans Tak Hoti Hai
She__ Abhi Kamsin Ho Rehne Do Kahin Kho Do Ge Dil Mera,
Tumhare Hi Liye Rakha Hai, Le Jana Jawaan Ho kr…
He__ Na Kamsin Hun, Na Nadaan Hun, Muhabbat Ko Samjhta Hun,
Tumhara Kya Bharosa Hai Mukar Jao Jawaan Ho Kr..
-Galat’Fehmii Ne Baaton Ko Barha Dala Yunhii,
Warna Kaha Kuch Tha
– Wo Kuch Samjha
– Mujhe Kuch Aur Kehna Tha .. ‘
-Kayii Lafaz Isliye Labon Pe Aake Ruk Gy,
Kyu’Ki Tum Kabhii Unhe Sun’Ne Ke Liiye,
Qareeb Aake Baithey Hii Nahii .. ‘