दोस्त कैसे ख़ास बन जाते हैं
जैसे वो एक दूसरे को याद करते हैं
जब वो दूर होते हैं
वे एक दूसरे की बातों को याद करते हैं
एक दूसरे की हंसी और वो समय जब वो साथ साथ थे
जिंदगी बदलती है, यादें और दोस्त कभी नहीं बदलते

Loading views...



-Galat’Fehmii Ne Baaton Ko Barha Dala Yunhii,
Warna Kaha Kuch Tha
– Wo Kuch Samjha
– Mujhe Kuch Aur Kehna Tha .. ‘

Loading views...

क्या प्यार और क्या है यार….
प्यार का साथ छुटने के बाद जो अपना बना ले,
वही तो है यार

Loading views...

Jis Pal Aap Dil Se Muskuraoge,
Apni Hasi Me Hamari Jhalak Pawohe,
Na Samazna Ke Saath Chhod Diya Humne,
Palat Kar Dekhoge To Har Raah Par Hume Pawoge. . .

Loading views...


ek ladke ne suside karnese 2 minute pahle 2 msg kiye ” mai ja raha hu”, pahla GF ko aur dusra frnd ko
ek minute bad GF ka rply ayya,” now i m busy i can’t kum with u? kaha ja rahe ho ate vakt mere kuch le aana.”

uske 1 minute bad frndka rply ayy, ” abe saale akele kaha ja raha hai ruk mujhe bhi anna hai”

moral of the story ” ekbaar phir sabit ho gaya ke dosti k samane pyar kuch bhi nahi hai.

Loading views...

Chand Ki Had Raat Tak Hoti Hai,
.
Suraaj Ki Had Sirf Din Tak Hoti Hai,
.
Hum Dosti Me Din – Raat Nahi Dekhte,
.
Qki Humari Dosti Ki Had Aakhri Saans Tak Hoti Hai

Loading views...


The pain of missing friends
is realized when
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
U r standing some where nd see
a
group of friends having fun…….
U smile nd say to urself-
.
‘HUM TO ISSE BHI JYADA
KAMINEY THE’.
dedicate to ol my frds

Loading views...


“DOSTI”
D=dur reh k pass ho.
O=oro se jo khas ho.
S=sabse pyara jiska ehsas ho.
T=takdir ko jinki talash ho.
I=i think wo aap ho..!!!!

Loading views...

teri dosti main ek nasha hai,
tabhi to duniya humshe khafa hai,
na karo humse itna dosti,
ki dil puchhe tere…
dhadkan kahan hai !!!!

Loading views...

tanha sanso ko ek yaad ki zarurat hogi,
dil ki kashti ko ek kinare ki zarurat hogi,
kya sath rahoge aap us din,
jis din hame ek sahare ki zrurat hogi..

Loading views...


Zindgi kisi ki amaanat nhi hoti amaanat mein kabhi kyaamat nhi hoti humse dosti zra sambhal k karna kyonki humari dosti ki keid mein kabhi jamaanat nhi hoti

Loading views...