Udaasii Kaan Meiin Chup Kay Sey Kehney Lagii,
Meiin Thak Gaye Hoon Chalii Jaun Agar Ijazat Ho ..



Hotii Agar Mohabbat Baadal Kay Saye Kii Tarha,
Meiin Tere Sheher Meiin Kabhii Dhoop Na Aaney Detii ..

Har Baar Ilzaam Hum Par Hii Lagana Accha Nahii,
Waffa Khud Se Hoti Nahi Khafa Hum Sey Ho Jatey Ho ..

Aur Woh Shakhs Jo Qatra Qatra Kar Kay Andar Utar Geya Ho,
Woh Bhala Aisey Hi Kaisey Bhulaya Jaa Sakta Haii ..


Kasam Kha Chukii Hoon Tujh Ko Na Chorne Ki,
Warna Mehsoos Kab Sey Ho Rahii Haii Teri Be’Rukhii Musalsal ..

Waqt Acha Zaroor Aata Hai..
Par Kabhi Waqt Par Nahi Aata…!!!


Khushbu Ke Jazeeron Se Sitaron Ki Hadoon Tak
Is Sheher Mai Sab Kuch Hai Bas Ik Teri Kami Hai .-.!


!Shukar MaaN Ke Maine tere se kabi ‘Mulaakat’ Nhi Ki,
WarNaa Tere DiL Ko to TerE KhilaaF Krr DeTa….

Us pgli ko kya pta jis mandir me vo meri maut ki duaa karti hai..
us mandir me jaan girvi rakhi hai use pane ke liye


itna na yad aao ki rat bhar so na sake,
subhe ko surkh ankhon ka sabab puchte hai log.


Tujhe koi aur bhi chahe, is baat se dil thoda jalta hai,
Par fakar hai mujhe, meri pasand pe bhi koi marta hai.

मोहब्बत है मेरी इसीलिए दूर है मुझसे,
अगर जिद होती तो शाम तक बाहों में होती ।


तेरा नाम था आज किसी अजनबी की जुबान पे…
बात तो जरा सी थी पर दिल ने बुरा मान लिया…

गलती इतनी हुई की जान से ज्यादा तुझे चाहने लगे हम ।
क्या पता था की मेरी इतनी परवाह तुझे लापरवाह कर देगी।

हर यार – यार नहीं होता.. हर यार वफादार नहीं होता..
दिल आने कि बात है.. नही तो सात फेरो के बाद भी प्यार नही होता