Doctor: Tumhare Kaan Kaise Jale?
.
.
Santa: Main Kameez Istari Kar Raha
Tha, Ke Phone
Aa Gaya.
Maine Jaldi mein Phone Ki Jagah
Istari Kaan Mai Laga Li
.
.
. .
Doctor: To Doosra Kaan Kaise Jala?
.
.
.
.
.
.
.
.
Santa: Ab Ambulance Ko Bhi Phone
Karna Tha Na. lol 😛
1st woman-kuchh suna ya nahi
bharat ne hindustan par hamlakardiya hai
2nd woman- hame dar hai ki kahin ek missile
mere pe nagir jaye
3rd woman-arre tumsab fikra kyon karti ho
hum india me rahte hai.
Santa: Interview kaisa hua?
Banta: Thik hua yaar,
par aakhir mein woh angrezi me kuchh bola…
“Show me your testimonials.”
Santa: Toh Phir?
Banta: Mujhe lagta hai ki main galat
cheez dikha ke aaya hoon… 😀
Santa-tu mirror k saamne baith kr q pad rha hai…
.
Banta- iske 3 reason hain….
.
1. saath mein revision ho jaati hai
.
2. khud pr nazar rhti hai
.
3. padne k lie company mil jati hai 😛
संता केले के छिलके से फिसल कर गिर गया।
आगे चला तो दूसरे छिलके से फिसल कर गिर गया।
थोड़ा और आगे चला तो उसे तीसरा छिलका दिख गया।
संता बोला- धत् तेरे की, अब फिर से गिरना पड़ेगा .. !
संता बंता को गुस्से से बोल रहा था।
संता- यार, जब मैंने तुझे खत लिखा था कि मेरी शादी में जरूर आना। तो तुम आये क्यों नही?
बंता- ओह यार, पर मुझे खत मिला ही नही।
संता- मैंने लिखा तो था कि खत मिले या ना मिले तुम जरूर आना।
Santa- yaar banta hamare beach kya relation hai?
Banta- yaar wahi jo Besan or Pakode ka hai.
Santa- kaise?
Banta- kyunki jab Besan SANTA hai tabhi to pakoda BANTA hai
Sir: Define Energy ?
Santa: Sir pura nai aata hain,
thoda last ka pata hain, bas.
Sir: Thik hain, jitna aata hain utna bolo.
Santa: “…..and this is called Energy” 😉
Santa says:” Duniya Ka har ek Insan Apne Paav
Bhigoye Bina Shayad Samundar Paar Kar Saktahai..
.
.
. Lekin Ankhe Bhigoe Bina
“Pyar” Nahi Kar Sakta”..
.
Aaj Santa Serious hai. Plz. 😛
Bihari boy to a girl- “PHONE NO DEBU HO..??”
.
Girl-“Tamiz se baat kro.”
.
Boy-“My dear with due respect
I would like to say that PHONE NO. DEBU KA..??!!!!”
Santa chemist ki shop pe 1 bottle le k gaya
aur ek chamach liquid shopkeeper ko pila k
bola- mitha hai Kya?
Dukandar bola- nahi, kyu kya h ye?
Santa – docter ne Bola chemist ki shop se
urine me sugar check karwa k aao…!
Wo check krane aya tha. 😛
Teacher- jo mere sawal ka sahi jawab dega wo ghar ja sakta hai.
Ussi waqt santa ne apna bag bahar fek diya.
Teacher- wo bag kisne feka?
Santa- maine..ab main ghar jau???