सिर्फ इसी ‘कर्ज’ को अदा करने के वास्ते
हम सारी रात नही सोते ‘
कि शायद ‘कोई’ जाग रहा हो इस दुनिया मे
“हमारे ” लिए



अब तो यह दिल भी आवारगी पर उतर आया कहता है.
ले चल उनकी गलियो में
वरना अपनी मौत का ज़िम्मेदार तू खुद होगा.

“एक सिलसिले की उमीद थी जिनसे,
वही फ़ासले बनाते गये,
हम तो पास आने की कोशिश मे थे,
जाने क्यूँ वो दूरियाँ बढ़ाते गये.”

आज ऊजालो में एक कमी सी रहेने दो
आंखो में एक कतरा नमी सी रहेने दो
क़ही रह ना जाये मोहब्बत अधुरी मेरी
इंतेजार है उसका, इंतेजार ही रहने दो.


~Tum Haqeeqat’E-Ishq Ho Yaah Faraib Merii Aankhon Ka,

Na Dil Se Niikaltey Ho Na Zindagi Meiin Aatey Ho .. ‘

~Aaj Ki Shaam Bhii Qayamat Kii Tarha Guzrii,
Na’Jane Kya Baat Thii Har Baat Pe Tum Yaad Ay .. ‘


~Terey Baad Nazar Aati Nahi Mujhe Ab Koi Manzil,
Kisi Aur Ka Ho Jana Ab Merey Bas Mein Hi Nahi .. ‘


-Ghar Mera Kash Tere Ghar Kay Barabar Hota,
Tu Na Aata Terii Aawaz To Aya Kartii .. ‘

~Izhaar’E-Yaad Karoon
Yaah Puchoon Haal’E-Dil Un Ka
Aye Dil Kuch Toh
Bahana Bata
Un
Sey Baat Karnay Ka .. ‘

~Maloom Hota Haii Bhool Gey Ho Shayad,
Yaah Phiir Kmaal Ka Sabar Rakhtey Ho .. ‘


~Jis Ne Choer Diya Mujhy Puraney Saal Ki Tarha,
Usey Naya Saal Bhi Mubarak Naye Yaar Bhi Mubarak .. ‘


~Uski Yaadein Lambi Raatein Bari Door Mohabbat Aur Thandi Hawa Aye,
Mah’E-January Tu To December Sey Be Qatil Nikla .. ‘

~Hum Ne Kaha Agar Hum Ko Bhool Sako To Kmaal Hogah,
Hum Ne To Faqt Baat Ki Thi Tum Ne To Kamal Kar Dala .. ‘


~Terii Be’Rukhi Ka Anjaam Ek Din Yehii Hoga,
Aakhiir Bhula Hii Denge Tujhe Yaad Karte Kartey .. ‘

~Meri Ek Khata Pe Woh Mera Pyaar Hi Bhool Gaya,
Us Ne Ye Bhi Yaad Na Rakha K Aesi Hazaron Khatain Woh Roz Kia Karta Tha .. ‘

~Hum Se Itna Nahi Ho Saka K Tujhe Bhula Dey,
Ek Tum Ho Jo Kabhi Bhoole Se Bhi Mujhe Yaad Nahi Karte .. ‘