Shikayatein toh bahut hai tujh se eh zindagi…
Par tune jo diya…woh bhi bahut toh ko nasseb nahi….
मेरे साथ बिताए लम्हो की याद जरा सम्भाल कर रखना
.
क्योकि हम याद तो आएगे मगर लौटकर नही
तख्तो-ताज की चिँता तो बादशाहो को होती है
.
हम तो अपनी रियासते अपने साथ लेकर घुमते है
इतनी चाहत से ना देखा कीजिए महफिल मे आप
.
आप के शाहर वालो से दुशमनी बढ जाएगी
~Woh Bole Mohabbat Ka Sagar Bohat Gehra Haii,
Hum Ne Kaha Doobny Wale Kabhi Socha Nahi Kartey .. ‘
-Ishq Kii Raah Me Sath Chale The Dono,
Hum To Barbaad Huye Aap Kahan Tak Pohnchy?
-Ab Rakhna Mera Khayal Umer Bhar K Liiye,
Maine Thama Haii Tumhara Hath Bary Maan K Saath .. ‘
-Ghar Mera Kash Tere Ghar Kay Barabar Hota,
Tu Na Aata Terii Aawaz To Aya Kartii .. ‘
-Be’Dard Zamany Ka Bahana Sa Bana Kar,
Hum Toot Key Roty Hain Teri Yaad Me Aksar .. ‘
-Guzar Hi Jayengi Furqat Ki Ye Lambii Raatein,
Jo Tu Nahi Na Sahi Tera Intezaar To Haii .. ‘
-Janey Kiis Umer Mein Jayegii Yeh Adat Apnii,
Roothna Us’Se To Auron Se Ulajhte Rehna .. ‘
-Adat Mujhe Andher’On Se Darne Ki Daal Kar,
Aik Shakhs Meri Ziindagi Ko Raat Kar Gaya .. ‘
-Lehron Se Khelna To Sagar Ka Shoq Hai
Lagtii Haii Chot Kaiise Kiinarey Se Puchiiye .. ‘
-Hum Se Badal Gaya Wo Nigahen To Kya Huya,
Ziinda Hain Kitne Log Mohabbat Kiye Bagair .. ‘
-Hum Gareeb Ache Haiin Duniiya Dar Logon Se,
Hum Apne Khawab Zaroor Torty Haiin Kisii Ka Dil Nahii .. ‘
-Chal Pari Hoon Meiin Zamany Kay Asoolon Pe,
Meiin Ab Apni Hii Baato’n Se Mukar Jatii Hoon .. ‘