Sub Categories

~ Suno Sahib
Khatam Sirf
Rishety Kiye Jate Haii
Mohabbat Nahii .. ‘



~Khushiya Toh Taqdeer Meiin Honi Chahiye,
Tasver Meiin Toh Har Koi Muskurata Haii .. ‘

~Tujhe Khabar Hai Tujhey Sochney Ki Khatir,
Bohat Se Kaam Meiin Kal Par Chorr Detii Hoon .. ‘

~Sochti Hun Kabhi Utar Keh Daikhun Us Keh Dil Mein,
Kon Basa Hai Us Mein Jo Mujhe Basne Nahii Deta .. ‘


~Uski Yaadein Lambi Raatein Bari Door Mohabbat Aur Thandi Hawa Aye,
Mah’E-January Tu To December Sey Be Qatil Nikla .. ‘

~Kabhi Tanhayii Kabhii Tarap Kabhi Bebasi To Kabhi Intazaar,
Ye Marz Bhi Kya Khoob Hain Jiise Log Mohabbat Kahte Haiin .. ‘


~ Bohat Shoq Hay Na Tujhey Behans Ka?
Aa Baiith Bata Kis Morh Pe Waffa Karii Tumney .. ‘


~Itna Be’Taab Na Ho Mujh Se Bicharne Ke Liiye,
Tujh Ko Aankhon Se Nahi Dil Se Judaa Karna Haii .. ‘

~Khyaal’E-Yaar Meiin Mujko Yoon’Hii Madhosh Rehne Do,
Na Pucho Raat Ka Qiisa Mujhe Khamosh Rehne Do .. ‘


~Gar Tum Jo Saath Aa Gey Hote,

Ziindagi Har Tarah Se Mumkin Thi .. ‘


~Nazar Nazar Ka Farq Hota Hay Hussan Ka Nahii,
Mehboob Jis Ka Bhii Ho Jaiisey Bhi Ho Be’Msaal Hota Hay .. ‘

~Chalo Accha Hua Ke Dhund Parney Lagi,
Warna Dur Tak Takti Thi Niighein Raah Terii .. ‘


~Chal Mohabbat K Samandar Mein Utar Jatey Hain,
Pyaar Krna Haii Toh Phiir Mout Sy Darna Kaiisa .. ?

~Jis Ne Choer Diya Mujhy Puraney Saal Ki Tarha,
Usey Naya Saal Bhi Mubarak Naye Yaar Bhi Mubarak .. ‘

~Trusting You Again Is My Decision,
Proving Me Wrong Is Your Choice .. ‘