Sub Categories

~Terii Be’Rukhi Ka Anjaam Ek Din Yehii Hoga,
Aakhiir Bhula Hii Denge Tujhe Yaad Karte Kartey .. ‘

Loading views...



~Tum Jo Kehte The Acha Haii Zamana Hum Se,
Ye Batao K Mila Koi Hamarey Jaisa .. ?

Loading views...

~Meiin Yehii Puchtii Rehtii Hoon Zamaney Bhar Se,
Jiin Kii Taqdeer Bigar Jaye Wo Kya Kartey Haiin .. ‘

Loading views...

~Bicharne Wale Tere Liye Ek Mashwara,
Haii Kabhii Hamara Khayal Aye To Anyy Dena .. ‘

Loading views...


~Na Rog Tha Na Yaadein Thi Aur Na Hii Yeh Hiijar,
Mohabbat Se Pehle Ki Neendein Bhii Kamaal Ki Thi .. ‘

Loading views...

~Yeh Saal Bhii Udaas Raha Rooth Kar Geya,
Tujhe Dekhe Baghaiir Jaana,
December Bhii Guzar Geya .. ‘

Loading views...


~Tabeer Hii Sochtey Rahe Adhoore Khawabon Kii,
Aur Neend Ankhon Kii Dehleez Par Taraptii Reh Gaye .. ‘

Loading views...


~Wo Kehta Hai Bohat Hi Majbooriiyan Hain Waqt Ki,
Saaf Lafzon Meiin Khud Ko Bewafa Nahi Kehta .. ‘

Loading views...

~Khud Ko Chuntay Huye Din Sara Guzar Jata Haii,
Phir Hawa Shaam Ki Chalti Haii To Bikhar Jatii Hoon .. ‘

Loading views...

~Ijaazat Ho Agar Teri To Ek Baat Meiin Puchoon,
Jo Hum Se Ishq Seekha Tha Wo Ab Tum Kis Se Kartey Ho .. ?

Loading views...


~Kyun Na Ayy Shakhs Tujhe Hath Laga Kar Dekhoon,
Tu Mere Vehem Se Barh K Bhi To Ho Sakta Hai .. ‘

Loading views...


ਉਂਝ ਹੀ ਰੱਖਦੇ ਰਹੇ ਬਚਪਨ ਤੋਂ Dil ਸਾਫ ਅਸੀਂ
ਪਤਾ ਨਹੀਂ ਸੀ ਕੇ ਕੀਮਤ
ਤਾਂ ਚੇਹਰੇਆਂ ਦੀ ਪੈਂਦੀ ਆ

Loading views...

ਕਦੇ ਨਾ ਕਦੇ ਮੇਰੇ ਬਾਰੇ ਓਹ ਸੋਚੇਗੀ ਜਰੂਰ,
ਕਿ ਪਾਉਣ ਦੀ ਉਮੀਦ ਵੀ ਨਹੀ ਸੀ ਤਾਂ ਵੀ ਚਾਉਂਦਾ ਰਿਹਾ….

Loading views...


Kehdi hundi c j tu na milleya
ta mai tere bina marr jaugi..
……. … kinaa sohna ….. ….
Jhooth
Boldi c
…… … Marjani … …..

Loading views...

उसे लगता है
की उसकी चालाकियाँ मुझे समझ
नही आती
मै बड़ी खामोशी से देखता हु
उसको अपनी नजर से गिरते हुए

Loading views...

Ek Qatre Ko Pal Mein Samundar Bana Gaye.
Phoolo Se Bhi Jyada Narm Tha,
Kabhi Dil Ye Mera,
Itna Tadpaaya Issey Ke Patthar Bana Gaye

Loading views...