Sub Categories

~ Kabhi Munasib Ho To Hum Se Bhi Hum-Kalam Hona ..
Suna Hai Wafa Ki Batain Bohat Karte Ho .. ^



~ बड़ा अजीब सा जहर था
उसकी यादों का सारी उम्र गुजर गयी मरते – मरते .. ^

~सुनो बुरा ना मानो तो मै एक बात कहूँ ..
मुझे तुम्हारी ज़रूरत है जिन्दगी के लिये .. ^

~Kuch Samaj Nahii Aatii Sheher Ke Logo’n Kii ..
Yun’Hii Rooth Jate Haii Aayina Dikhane Par .. ^


~Guzar Gya Woh Waqt Jab Tere Talabgaar The Hum ..
Ab Zindagii Bhi Ban Jao Toh Qabool Na Karengey .. ^

~Koii Mill Jayy Tum Jaiisa Mumkiin Hii Nahii ..
Lekiin Tum Dhoond Lo Koii Hum Jaiisa Aiiisa Bhi Nahii .. ^


~Badla Jo Rang Usne Hairat Huyi Mujhe ..
Mausam Ko Bhii Maat De Gayi Fitrat Janaab Ki .. ^


~Shayad Wafa Ke Khel Se Ukta Geya Tha Woh ..
Manzil Ke Paas Aake Jo Rasta Badal Geya .. ^

~Jaley Ka Ilaaz Burnol Se ..
Jealousy Ka Ilaaz Chitrol Se .. ^


~Roti Utte Boti Ay ..
Kismat Khoti Naii ..
Haje Umar e Choti Ay .. ^


~Mere Baad Kis Ko SataoGey ..
Mujhe Kis Taaraha’n Dil Sey MitaoGey .. ^

~Kehney Walon Ka Kya Jaata Haii ..
Sehney Waley Kmaal Kartey Haii .. ^


~Wajah Pucho Gey To Umar Beet Jayegii ..
Kaha Na Zehar Lagtey Ho To Bas Lagtey Ho .. ^

~Bas Ek Shaksh Mere Dil Ki Ziidd Haii ..
Na Us Jaiisa Chahiye ..
Na Uske Siwa Chahiye .. ^